vyanjana hoon nayee, vyakaran do mujhe. shabd hoon,satya ka aacharan do mujhe. "VEDNA" devki man ki kara me hai geet hoon krishn sa awtaran do mujhe.
नीरवता श्रृंगार है , सौंदर्य निस्सीम ।
शब्द शोर हैं,शान्ति में है आनंद असीम